Total Pageviews
Saturday, June 24, 2006
kalam
aaj phir kuch kalam ne kehna chaha.
jo tha zahan main use kuredna chaha.
bahut roka maine par vo chal hi pada.
maine jo haath thamna chaha.
yun hi baitha main dewar ko dekhun.
phir main uske as par ko dekhun.
pas mere sab kuch, par jane kyon main cheekhoon
main bhi insaan hun hoon to phir kaise seekhoon.
rota chilata main khamosh raha.
jane kab tak is sailab ko seechoon.
sahta raha jane kyon main khamoshi se.
aakhir kab tak main usko bahne se rokun.
nikal pada vo ik din, jane anjaane main.
par jane na diya maine bhi yun hi mehkhane main.
aab sonchu kyon ye kalam rukti nahi.
ise pata nahi ki ye rag ab dhukhti nahi.
tabhi is kalam ne aaj kuch kehna chaha.
jo zahan main tha use kuredna chaha.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
9 comments:
well this one was written within 3 mins... so pls bear with it..
aah....dosent meet up with what it shud be..!
as in???
u have put wat u wanted to in a very different poetic manner.. that sums it !
well then is that a compliment???
wo wo wo...is anuradha ki baaton pe dhyan dene ki zarurat nahi hai. the poem is too good...kya baat hai? i dint know tumhe hindi bhi aati hai....je baat. lol...i hope i got it right. but good work. keep it up..
aur ye tum har samay,har jagah PLS bear with me kyu karte rehte ho??? it sounds..err...cant find an appropriate word..but dont do that. let others take it or leave it..
DING DONG..spellin mistake...its maikhana not mehkhana..wo kuch aur hota hai.......aur ek line main us paar ki jagaha as paar hai..!
this doesnt smell of u shailey!!!
Post a Comment